Sun Coming Up - Live

6 views

Lyrics

Dhoop se nikal ke
 Chhaanv se phisal ke
 Hum mile jahaan par
 Lamha tham gaya
 Aasmaan pighal ke
 Sheeshe mein dhal ke
 Jam gaya to tera
 Chehra ban gaya
 Duniya bhula ke tumse mila hoon
 Nikli hai dil se ye duaa
 Rang de tu mohe Gerua
 Ranjhe ki dil se hai duaa
 Rang de tu mohe gerua
 Haan nikli hai dil se ye duaa
 Ho. Rang de tu mohe gerua
 Ho tumse se shuru. tumpe fanaa
 Hai Sufiyana yeh dastaan
 Main kaarwaan manzil ho tum
 Jaata jahaan ko har raasta
 Tumse juda jo
 Dil zara sambhal ke
 Dard ka wo saara
 Kohra chhan gaya
 Duniya bhula ke tumse mila hoon
 Nikli hai dil se yeh duaa
 Rang de tu mohe gerua
 Ho. Ranjhe ki dil se hai duaa
 Rang de tu mohe gerua
 O. veeraan tha, dil ka jahaan
 Jis din se tu daakhil huaa
 Ik jism se. ik jaan ka.
 Darza mujhe haasil huaa
 Haan. pheeke hain saare
 Naate jahaan ke
 Tere saath rishta gehra ban gaya
 Duniya bhula ke tumse mila hoon
 Nikli hai dil se yeh duaa
 Rang de tu mohe gerua
 Ranjhe ki dil se hai duaa
 Rang de tu mohe gerua
 Haan nikli hai dil se ye duaa
 Ho. Rang de tu mohe gerua

Audio Features

Song Details

Duration
02:16
Key
11
Tempo
96 BPM

Share

More Songs by Eric's Trip

Albums by Eric's Trip

Similar Songs