Ban Jaiye

2 views

Lyrics

Song By ALKA YAGNIK, KUNAL GANJAWALA
 har taraf rawa aapka hi nasha
 chu gayi dil ko aapki har ada
 ban jaaiye is dil ke mehmaan
 (ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
 ban jaaiye in saanson ke armaan, armaan ban jaiye) - 2
 ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
 bheeni bheeni pyaasi rawani rehti hain
 palkon main teri kahani rehti hain
 qaid nazron main teri tasveer hain
 tere lafso ka fasana padhta hu
 bas tera hi chehra rozana padhta hu
 padhta hu padhta hu
 ban jaaiye meri chahat ka nagma, nagma ban jaiye
 ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
 teri hi tamanna rago main bhar li hain
 zindagi bhi tere hawale kar di hain
 chal rahi dhadkan sirf tere liye
 ohh khamoshi se teri hi baatein karti hu
 teri arzooo mein main jeeti marti hu
 jeeti hu marti hu
 ban jaaiye meri jazbo ka toofan, toofan ban jaiye
 ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye
 ban jaaiye in saanson ke armaan, armaan ban jaiye
 ban jaaiye is dil ke mehmaan, mehmaan ban jaiye

Audio Features

Song Details

Duration
05:06
Key
10
Tempo
96 BPM

Share

More Songs by Kunal Ganjawala

Albums by Kunal Ganjawala

Similar Songs