Bewafa Se Bhi Pyar Hota Hai
1
views
Lyrics
Rasmein na jaany kia hota hai pyar Rishtey na jaany kia hota hai pyar Qasmein sab waady kar dety hain beqar Apne na jaany kia hota hai pyar Rishtey na jaany kia hota hai pyar Qasmein sab waady kar dety hain beqar Rishtey na jaany kia hota hai pyar Rasmein na jaany kia hota hai pyar Soni soni khushiyan sanjhi Chahaton pe gham hain bhari Zindagi luta ke sari Ham ne hai muhabbat hari Hmm chahaton ke saye aye Tab e dil they muskaraye Waqt phir woh Khuda laye Phir se woh kahin na jaye Jaane deewane kia hota hai pyar Apne na jaany kia hota hai pyar Ho qasmein sab waady kar dety hain beqar Rishtey na jaany kia hota hai pyar Rasmein na jaany kia hota hai pyar Yaadon ke bhanwar mein khooye Mere sath mosam roye Rooh ke ye zakham saary Ham ne anso'on se dhoye Sochti hain tere baary Bhoole na woh lamhe saary Kahan se kahan le aye Rasmon ke ye behte dhaary Waqt na jaane kia hota hai pyaar Apne na jaany kia hota hai pyar Qasmein sab waady kar dety hain beqar
Audio Features
Song Details
- Duration
- 14:36
- Key
- 5
- Tempo
- 116 BPM