Mere Bina Tu - Duet Version

1 views

Lyrics

Mere bina tu
 Mere bina tu...
 Mere bina tu...
 Mere bina tu
 Mere bina, khush rahe tu zamane mein
 Ke aaun na main yaad bhi anjaane mein
 Mere bina tu
 Mere bina tu...
 Mere bina tu...
 Mere bina... tu
 Bhool ab jaana, gujra zamana
 Keh toh rahe ho, mujhko magar
 Tasveerein le lo, khat bhi le jao
 Lauta do mere shaam-o-sheher
 Jaan jaaye re...
 Jaan jaaye re...
 Jaan jaaye meri, tujhko bulane mein
 Ke aaun na main yaad bhi anjaane mein
 Mere bina tu...
 Mere bina tu...
 Mere bina... tu
 Tujhse hai waada, hai ye irada
 Ab na milenge tujhse kabhi
 De jao mujhko, saare hi aansoo
 Le jao mujhse, meri khushi
 Meri khushi toh
 Meri khushi toh
 Meri khushi aansuyon ko bahane mein
 Ke aaun na main yaad bhi anjaane mein
 Mere bina tu
 Mere bina tu...
 Mere bina tu...
 Mere bina... tu
 Mere bina, khush rahe tu zamane mein
 Ke aaun na main yaad bhi anjaane mein
 Mere bina tu...
 Mere bina. tu...
 Mere bina. tu...
 Mere bina tu...
 Mere bina. tu...
 Mere bina. tu...
 Mere bina... tu...

Audio Features

Song Details

Duration
04:22
Key
8
Tempo
80 BPM

Share

More Songs by Rahat Fateh Ali Khan

Albums by Rahat Fateh Ali Khan

Similar Songs