Deewana
3
views
Lyrics
Aisi kahani mene tujhko sunani Per yeh doorie hai ha doorie hai Kitna tadpa hoon kabse Rootha betha hoon Teri baatoon se ha yeh baatein hai Raggon mein tumne rawani bhari Heraan betha hoon mein ab... Banunga aisa na socha kabhi Beshudh hua hoon mein ab... Deewana tera hoon Kaise ab batau mein Na jaane tutaa hoon Kaise ab batau mein Deewana tera hoon Kaise ab batau mein Na jaane tutaa hoon Kaise ab batau mein Kaise batau kitna tuta hoon mein Koi na jaane kisse guzra hoon mein Kisne na samja sabse rootha hoon mein Kehdo na tum bhi kitna jhoota hoon mein Raggon mein tumne rawani bhari Heraan betha hoon mein ab... Banunga aisa na socha kabhi Beshudh hua hoon mein ab... Deewana tera hoon Kaise ab batau mein Na jaane tutaa hoon Kaise ab batau mein Deewana tera hoon Kaise ab batau mein Na jaane tutaa hoon Kaise ab batau mein
Audio Features
Song Details
- Duration
- 03:54
- Key
- 6
- Tempo
- 80 BPM