Taara

1 views

Lyrics

Haan tere jaane ka
 Gham toh hai is dil ko
 Par Na hai koi fikar, kyuki
 Tumne kaha tha ki
 Tum na yun jaaoge
 Baatein adhoori chod kar
 Ab khaamishiyoon se
 Mai karta hoon baatein
 Aur ab saveron se
 Lage pyaari ye raatein
 Kyonki banke
 Ek taara tum jab
 Aate ho mere aasamaano mai ab
 Ho karte ishaaron mai baatein sabhi
 Toh dil ko hai lagta yahi
 Ki tum ho yaheen
 Ki tum ho yaheen
 Yaadein tumhari sab
 Phool bana kar ke
 Rakh di hain panno mai kaheen
 Bhoole se phir jab mai
 Kholunga kitaabein toh
 Mehekega tu har kaheen
 Ab khaamishiyoon se
 Mai karta hoon baatein
 Aur ab saveron se
 Lage pyaari ye raatein
 Kyonki banke
 Ek taara tum jab
 Aate ho mere aasamaano mai ab
 Ho karte ishaaron mai baatein sabhi
 Toh dil ko hai lagta yahi
 Kabhi timtimake hasna tera
 Kabhi rooth ke toot jaana tera
 Vo sharmake chupna
 Tera baadalon mein
 Toh kyon na saveron se
 Lage pyaari ye raatein
 Haaannnn
 Banke, ek taara tum jab
 Aate ho mere aasamaano mai ab
 Ho karte ishaaron mai baatein sabhi
 Toh dil ko hai lagta yahi
 Ki tum ho yaheen
 Ki tum ho yaheen
 Ki tum ho yaheen

Audio Features

Song Details

Duration
03:52
Key
1
Tempo
162 BPM

Share

More Songs by Arjan Singh

Similar Songs