Brothers

3 views

Lyrics

khojtein rahein ek dusre mein khamiayaa
 khush hue sunn apne bhai ki badnaamiayaa
 ki koi keh gayaa ke hum dono yaar nahi
 aakhen band maane aise, jaise pyaar nahi
 hum sang hai, par kyu hum saath nahi
 arsey hue galey miley, koi mulaaqaat nahi
 dhadkaney ek si hai, ek si hai jubaan
 sarhadoon mein ho aman, dono ki yahi dua
 der toh ho gayi par fikr ki baat nahi
 subah mein jo naa dhaley, aisi koi raat nahi

Audio Features

Song Details

Duration
07:20
Key
11
Tempo
105 BPM

Share

More Songs by Divine Raaga

Similar Songs