Sajni - Slow Version

1 views

Lyrics

Main teri aankhon main rehta hoon,
 tujhey pata na chalay
 tere har pal main guzra hoon,
 tujhey pata na chalay
 karain to phir kya karain,
 tere bin kaisay jiyain
 aankhon main pyar liye,
 bolo kahan kahan phirain
 Khafa to hum bhi hain tum bhi ho,
 humain pata na chalay
 Judaai ka mujhey ghum bhi hai,
 koi aisi khatta na karay
 karain to phir kya karain,
 tere bin kaisay jiyain
 aankhon main pyar liye,
 bolo kahan kahan phirain
 Sajni paas bulao na, ke dil ajj toota hai aaj toota,
 Sajan maan jao na, ke woh ajj rootha hai aaj rootha hai,
 Koi usay manaye na
 jaaney jaan,
 Dil tujhey hi chahay na
 wooaoo
 Humain dil sey bulao na
 yehi ab kehna hai ab kehna hai
 tum paas aao na,
 aao naa
 Sajni paas bulao na, Saajan maan jao na X3
 Sajni paas bulao na, ke dil ajj toota hai aaj toota,
 Sajan maan jao na, ke woh ajj rootha hai aaj rootha hai,
 woho woho ho, ho ho whoo
 ho ho ho, whoa whoa X2
 Sajni paas bulao na, Saajan maan jao na
 

Audio Features

Song Details

Duration
05:43
Key
8
Tempo
76 BPM

Share

More Songs by Jal

Similar Songs