Hurricane Jane

7 views

Lyrics

Papa kehte hain bada naam karega
 Beta hamara aisa kaam karega
 Magar yeh to koi na jaane
 Ki meri manzil hai kahan
 Papa kehte hain bada naam karega
 Beta hamara aisa kaam karega
 Magar yeh to koi na jaane
 Ki meri manzil hai kahan
 Papa kehte hain bada naam karega
 Baithe hain milke sab yaar apne
 Sabke dilon mein armaan yeh hai
 Baithe hain milke sab yaar apne
 Sabke dilon mein armaan yeh hai
 Wo zindagi mein kal kya banega
 Har ek nazar ka sapna yeh hai
 Koi engineer ka kaam karega
 Business mein koi apna naam karega
 Magar yeh to koi na jaane
 Ki meri manzil hai kahan
 Papa kehte hain bada naam karega
 AAye.
 Beta mera rapper rap karega
 sunte hi man tera clap karega
 shake karega tera leg hilega
 singke gaayega ya dubstep karega
 jo bhi karega banda nek karega
 jyada bolega to beta slap padega
 papa ka beta sabka chaheta
 aaya hu yha pe karne tahelka
 jab me gayunga to shor machega
 jise nachna na aye ab wo bhi nachega
 sab ke dilon me rahega pyaar
 kyunki
 kyunki
 kyunki kyunki kyunki
 mere naam mey bhi ni
 mere kaam mey bhi
 sanskaar.
 ...
 Mera to sapna hai ek chehra
 Dekhe jo usko jhoome bahar
 Mera to sapna hai ek chehra
 Dekhe jo usko jhoome bahar
 Gaalon mein khilti kaliyon ka mausam
 Aankhon mein jaadu honthon mein pyaar
 Banda ye khoobsurat kaam karega
 Dil ki duniya mein apna naam karega
 Meri nazar se dekho to yaro
 Ki meri manzil hai kahan
 Papa kehte hain bada naam karega
 Naam karunga papa naam karunga
 ek din uncha naam karunga
 kaam karunga aisa kaam karunga
 ek din saccha insaan banunga
 -2
 whistlle

Audio Features

Song Details

Duration
03:44
Key
1
Tempo
89 BPM

Share

More Songs by Josh Martinez'

Albums by Josh Martinez'

Similar Songs