Anveshna

3 views

Lyrics

Aankhein hui band, raatein
 Kaatein bin kat ti hai phir meri (meri)
 Haan hote kamre band toh
 Mann se main karta baate teri (teri)
 Hun na main nahi main, tere liye kaabil
 Bhula main nahi tha, tujhse waaqif
 Hun na main nahi main, tere liye kaabil
 Bhula main nahi tha, tujhse waaqif
 Ab toh, baadlon se karta
 Main teri shikayat, na bahe
 Aansu toh, main kho jaun
 Barsaat mein, main jaanu (main jaanu)
 Main kho gaya (main kho gaya)
 Main tere liye (main tere liye)
 Haan kho gaya (kho gaya)
 Na meri kitaabon mein tujhe likhun
 Phir apni unn aankhon se tujhe padhun
 Haan sota main tabhi jab tumhe lun yaad kar
 Karein yaadon mein tumhi se baat karun
 Toh main karta bayaan
 Tumko dhund rha hun
 Tumhe khud se bhi zyaada
 Tumko dhund rha hun
 Toh main karta bayaan
 Tumko dhund rha hun
 Tumhe khud se bhi zyaada
 Dhund rha hun
 Kaisa main
 Kaisa main
 Kaisa
 Kaisa sa ab main
 Ab ho sa gaya hun

Audio Features

Song Details

Duration
01:56
Key
6
Tempo
140 BPM

Share

More Songs by SangeetKir

Similar Songs