Weli Ho

6 views

Lyrics

Meri ankhon main tu daikh
 Mairay dil say na tu khail
 Daidey muje tu jawaab
 Zindagi na kar azaab
 Ajab sa hai ye sama
 Wailay ham dono yahan
 Ummedain na diya karo
 Sitarey gardish me hai na
 Tume pyar se bulaun ga main
 Har jaga chala aounga main
 (yeah, yeah)
 Saari kahainyan tumhe suna kay
 Kaisay khud ko smajhaun ga main
 (Yeah, yeah)
 Tum weli ho
 Main wela hun
 Ham dono hain
 Akaila kyun main
 Akaila kyun
 Akaila main
 Akaili tu
 Akaili tu tu
 Akaila main
 Akaila kyun
 Akali kyun
 Akeli tu (Akeli tu!)
 Kaan la meri baaat sun
 I'm from the streets baby yehi mere saaat surr
 Tu jese weed betha raha mai poori raat sun
 Chartti jese neat kahe rehna mere pass tum
 Beth meri class mai tu khirkion se jhaank nai
 Batchmate do sath mai, in titlion k baagh mai
 In lakrion ko aag den, hum ghaltion se bhaagte
 Hum rap ko bhi raaag den jab karte tumse baat oye
 Raaton ko hum jaagtay, hain toray humne raabtay
 Hum bulaate pyaar se, ye larkay tujhko taartay
 Charr gayi phir khaar tou ye zindagi bas chaar din
 Muntazir sawaal ye, hum rakhte hain sambhaal ke
 Jaantay ye saaray mujhe jaantay
 TY in the buildin baby le chalun mai chaand pe
 Phone wone chorden jo tu khari ho saamnay
 Kyun tu mujhse khelti ye kesa imtehaan be
 Uljhay hum wo paheli
 Chaahay milna daily
 Kehti mai akeli
 Par zindagi ne phir se meri le li
 Tume pyar se bulaun ga main
 Har jaga chala aounga main
 (Yeah, yeah)
 Saari kahainyan tumhe suna kay
 Kaisay khud ko smajhaun main
 (Yeah, yeah)
 Tum weli ho
 Main wela hun
 Ham dono hain
 Akaila kyun main
 Akaila kyun
 Akaila main
 Akaili tu
 Akaili tu tu
 Akaila main
 Akaila kyun
 Akali kyun
 Akeli tu (Akeli tu)
 (Akela mein, akela kyun)
 (Akeli kyun, akeli)
 

Audio Features

Song Details

Duration
03:20
Key
10
Tempo
91 BPM

Share

More Songs by Hasan Raheem

Albums by Hasan Raheem

Similar Songs